Saturday, March 23, 2013

Shayar e amar, on a roll

dard'o'khushi do yar hai mere
khair apas me nahi banti inki
bas kabhi dard khushi par bhari hota hai
to kabhi khushi dard ko patak deti hai


wah!



ik pyar bhari nazar se
har kisi ka dil pighalta hai
zara sa khatra utha kar dekh
duniya me koi anjan nahi hai


wah!