Saturday, January 29, 2011

On writing

"Writing is not a collaborative art. A writer comes most alive when he is alone."

Wednesday, January 26, 2011

Luck!

He worked by the day
And toiled by the night.

He gave up play
And some delight.

Dry books he read,
New things to learn.

And forged ahead,
Success to earn.

He plodded on with
Faith and pluck;
And when he won,
Men called it luck

Tuesday, January 25, 2011

couplet of the day

jo na mila so na sahi
jo kho gaya so kho gaya
jo bhi diya tune ae zindgi
amar usi ka ho gaya

Praise and Criticism

Praise in Public. Coach in Private.

Just don't criticize.

Criticize: to censure or find fault with.

Sunday, January 23, 2011

Mushkil hai

udas hona aasan hai
hanste rehna mushkil hai

naraz hona aasan hai
maaf karna mushkil hai

kamiyan dhundna aasan hai
khubiyan dhundna mushkil hai

gire rehna aasan hai
uth kar phir chalna mushkil hai

haar jana aasan hai mere yaron
ladte rehna mushkil hai

mushkil hai to mushkil hi sahi
mushkilon me hi aage badhna
aadmi ka kaam hai

amar ka dil kuch aisa kehta hai
ki shayad....
shayad jeena isi ka naam hai


:)