Friday, March 04, 2011

kis mitti ka bana hai insan

koi ni aisa
jis ne na khayi ho thokar
khushi paane ki rah par
na gira ho thak kar

chalta rehta hai phir bi
chehre pe liye muskan
kya jaane ae amar kis mitti ka bana hai
kis mitti ka bana hai insaan

No comments: